Jab bhi wo gareebi ka daur e hijrat yaad karta hun
Dil laraj jata hai mera aankhe meri bahne lagti hain
Kiya kahun Rizwan mai apne mulk ke haakim aur sarmaya daaron ko
Jo bhi kahun sab bekar hai besharmo ko koi bat nahi lagti hai .!
Tags:
gareebi shayari